Gujranwala (December 30, 2011) – Pakistan Muslim League President Mian Muhammad Nawaz Sharif will address Public Rally/Meeting in Gujranwala on Saturday, December 31, 2011. Jalsa will be held at Jinnah Bagh Gujranwala.
Nawaz Sharif Address in Gujranwala Jalsa on Dec 31, 2011



















ya jalsa INSHALLHA kamyab ho ga or ya jalsa tarki ho ga or mary quaid ko mara salam
ya jalsa INSHALLHA Kamyab ho ga mary quaid ko mara salam
ya jalsa inshallha kamyab ho ga mary quaid ko mara salam aor nawaz sharif he ane walae he vo isko mulk ko chala saktae he aor meri dua he k allaha apko khamayab kare ameen
Miya sab ap ko alla kamyab kre
Miya sab me ap ko lik krta hu
03457641920
Mulk ko bchana he to newaz shreef ko lana h
i love you miya bradran
from naveed chohan wazirabadi
Miya sab qdm brhao hm tumhare sath he
mian ne macha de hul chul. May you live long. I love my Muslim league . Mian sahib tohano *Rub* diyan rkhan.
Imran khan ab tere sunami ka kiya bne ga
Imran amrika ab tume amrika istmal krna chahta he allha k vaste dalro k liy mulk ko na bechna
Mubarak ho All Pakistani Awam…PMLN Karkunan…..PMLN Leaderships……
Nawaz sharif sahib aik jawaid hashmi 5 karord rupees lay kar imran khan say mill gia ALLAH bohot barda ha KHUDA KASAM mari aik baat yaad rakhain ka jawaid hashmi ka anjam sheikh Rasheed say bi bad tsar hona h or imran khan 10 seeton say ziada nai lay sakta nai tu ma imran khan ko cheleng karta ka wo mujh aik aam insan say Lahore ma kisi bi area say allection ma mukabla kar lay INSHALAH jeet mari ho gi Nawaz sharif sahib aisay hazaron jawaid hashmi ap ko mil jayn gay INSHALAH next prime minister ap ha From Tanweer kuwait 0096566826634
Mubarak to All PMLN Karkunan…..PMLN Leadership.
Nawaz Shareef shaan hai Pakistan ki .. Imran is nothing but just trout and he is only gathering rotten eggs.. ALLAH bless Nawaz Shareef
MIAN SB THORA AUR JOSH AUR GAS BIJLI AUR MAHNGAIE K KHALIF BATAIN NAHE AMLI STEP GOD BLESS ALL OF U
nawza shreef zindbad , Allah aap ko himat dey k app Pakistan ko Asia ka tiger bana sake app Pakistan ki shan ho , Allah app ki hifazat karey ammen
i wish ..mian saab agla election win kerain our ..rule pakistan and make pakistan proggress and defeat all those who are making him target for no reason and all thses people ..who were with pml q now wit tehreek insaaf ..they should remember this time in election will be worse for them …
salam dear friends,
yeh ppp walon ne humare mulk ko tabah ker diya ha aur pml n wale ab bhuke hain agar wo iss bar aye tou mulk ko tabah aur barbad kr den gay humare mulk k jawano ki ghairat mur chukki ha main ne bahut study kia history per mujhe imran khan jesa sacha admi koi nahi laga nawaz sharif jb aya tha qaraz uttaro mulk sanwaro ka nahra lagay aur mulk ka qarza tou nahi utra apna qarza uttar kr factories aur mills laga li gharib awam ka paisa london main shift ker diya lahnat ha nawaz sharif ka sath dene walo per
merey pakistan k jawano main ne full study ki ha imran khan ne all life pakistan ko diya ha shaukat khanam hospital nimal college kabhi kisi ko luta nahi pml n aur ppp walon ne last 25 year se mulk ko barbad kiya ha main request krta hun ao mere mulk k jawano gharib mur rahe hian punajb main pmn n walo ne kabhi gas nahi kabhi bijli nahi ppp ne tou sara mulk tabah kiya ha ao hum pakistan k jawan mil k tehrek-e-insaaf k sath quid-e-azam ka pakistan banayin hakumat sari life ki nahi hoti sirf 5 saal ki baat hoti ha ao tehrek-e-insaaf k kiya hue wadoon ko azmaate hain pakistan zindabad
Sooba Qomi soobayi
Punjab 70 170
Sindh 59 125
KPK 40 101
Baluchistan 40 80
Gilgit biltistan 10 25
AJK 20 30
TOTAL 233 531
Next Setup PM Nawaz Sharif
Punjab CM Shahbaz Sharif Governor Zulafqar Kosa
Sindh CM Gaosh Ali Shah Mushaid Ullah
KPK CM Pir sabir Shah mehtab Akbar
Baluchstan CM Akhtar Mengal Buktees
Gilgit biltistasn CM Janbaz Khan M Abdullah shah
Ajk PM Sardar Atiq
Pakistan k no jawano Imran khan ka Seeta wite wala qisa abi purana nai howa wo ek na jayz beti ka baap he agar ye jaayz he to sari qom imran kahan ko vote daly gi agar nai to per imran khan ka wo hall karo k sari zindigi wo apna Kala mu kis ko dikhany k kabil na rahy.
Amir bakwas band imran khan gando insan he us ki aik choti si misal deta hoin thora arsa pehlay ki bat hy jab imran sahib america ko galiyan tak deta tha or ab jab usay agay bhi america la rha hy tu kbhi un k mu sa america ka word nhi suna imran sahib mian naeaz sharif is real lion
Kash mian sharif mera yeh comment perhain sir you r a great person o logo kia ho gya he tum sab ko jab musaraf ny mia sahib per ilzam lgaye tab bhi koi couraption nhi sabit hoi..mian nawaz sharif sahib ma pakistan ka ik aam sa student hu jis ko agar moqa milay tu imran khan zardari or jitny bhi log hein pak kay sab k
Samnay kahay k nawaz sharif hi wo insan hy jo Allah k karam sa pakistan ko badlay gha or jo pareshania hein pak mein INSHALLAH khatam hou ghi
80% pakisteni ap k set hn koi ap ko hamry dilon sy nie nekal sakt hn
Imran Khan (Pagal Pathan) Ab tere kya ho, tere sonami ka kya hoga, tumhara karachi ka jalsa chup gaya
Nawaz Sharif Zinda bad. He is a great leader by Pakistan.
Nawaz Shreef zindbad Allah app ko zardaryun or Madaryun k shar se mehfooz rakhey Aameen
credet goes to hamza sahbaz shreef and all local leaders workers …………logo ka nwaz shreef sy rohaani rissta hae jo kbi ni toot sakta…………gjrnwla nwaz srif ka tha hae or hmyssa rhy ga
MQM or Imran Khan Neyazi ka match fix hony k bad Karachi ka Jalsa howa he. Imran khan kuch arsa pehly MQM ko galiya or Motehda Qatiq momment keht tha aj un k bary me koi bat nai karta kehta he koi ball chor dyni chahiy. 150000 logo ko marwa kar magar match k ansu bahany wali Motehda Qatiq momment k sath match fix he “Well Left”
Sb sy pehly yeh kah un ga k imran khan gando khan. Harami khan. Wo yahudiyun ka agent hy?
Mian muhammad nawaz sharif he is mulk k wahid leader hain jo mulk ko bacha skty hain. Wo he mulk ko asia ka tiger bna skty hain. Un ka 1997 wala dor b yad rakhna chaye. Motorway, atomic blast and boht si doosri islahat he dakh lo imran khan k chokro.